Kya Logo Ko Khana Khilaya Bid'at Haram Hai*02
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*♥️ ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
*♥️ السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ*
*♥️ الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ*
*👉 post 042 ✔️*
*📝SAWAL-:*
*📇 Kya Logo Ko Khana Khilaya Bid'at Haram Hai*
*✍️ JAWAB-;*
*📇 Wahabre Ahle'hagees Deobandi Najdi Kehte Hai Ki Tum Barelvi Log Jo Barhvi Gyarvi Me Langar Karte Ho Logo Ko Khana Khilate Ho Ye Bid'at Haram Hai Hawala Google*
*Hazrat Nabesha رضي الله عنه Se Riwayat Hai Ki Ek Martaba Logo Ne Huzoor ﷺ Se Arz Kiya Ya Rasool Allah ﷺ Hum Log Zamana e Jahiliyat Me Rajab Ke Mahine Me Qurbani Kiya Karte Thay Aap Iske Bare Me Kya Hukm Farmate Hai To Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya Allah ﷻ Ke Naam Se Jis Mahine Me Chaho Qurbani Kar Sakte Ho Allah Ke Liye Neki Kiya Karo Aur Logo Ko Khana Khilaya Karo*
*📚 Musnad Ahmad Vol 15 Hadees 20604*
*👉 NOTE; Yani Huzoor ﷺ To Farma Rahe Hai Ki Logo Ko Khana Khilaya Karo Aur Wahabi Deobandi Bol Raha Hai Ki Ye Haram Bid'at Hai*
-----------------------------------------
-----------------------------------------
*📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।*
*▪ امیــــــن ▪*
*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*
🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼
*👏🏁 गदा ए फ़कीर रज़वी क़ादरी हनफ़ी बरेलवी 🔴* *جزاک اللہ خیر*
https://chat.whatsapp.com/BlTnmJKrHakLQ0Y3Q9Q1KC
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें